Lyrics in English
Saaranga Teri Yaad Me (2)
Nain Hue Bechain
Ho Saaranga Teri Yaad Me
Nain Hue Bechain
Ho Madhur Tumhaare
Milan Bina
Din Kat-Te Nahi Rain
O Saaragaa Teri Yaad Me………..
Wo Ambua Ka Jhoolna
Wo Peepal Ki Chhaanv
Wo Ambua Ka Jhoolna
Wo Peepal Ki Chhaanv
Ghunghat Me Jab Chaand Tha
Mehandi Lagi Thi Paanv
Aaj Ujad Ke Reh Gaya (2)
Wo Sapano Ka Gaanv
Ho Saaranga Teri Yaad Me
Nain Hue Bechain
Ho Madhur Tumhaare
Milan Bina
Din Kat-Te Nahi Rain
O Saaragaa Teri Yaad Me………..
Sang Tumhaare Do Ghadi
Beet Gaye Jo Pal
Sang Tumhaare Do Ghadi
Beet Gaye Jo Pal
Jal Bhar Ke Mere Nain Me
Aaj Hue Ojhal
Sukh Le Ke
Duhkh De Gayee
Sukh Le Ke
Dukh De Gayee
Do Akhiyan Chanchal
Ho Saaranga Teri Yaad Me
Nain Hue Bechain
Ho Madhur Tumhaare
Milan Bina
Din Kat-Te Nahi Rain
O Saaragaa Teri Yaad Me………..
Lyrics in Hindi
सारंगा तेरी याद में (2)
नैन हà¥à¤ बेचैन
हो सारंगा तेरी याद में
नैन हà¥à¤ बेचैन
हो मधà¥à¤° तà¥à¤®à¥à¤¹à¤¾à¤°à¥‡
मिलन बिना
दिन कट-ते नहीं रैन
ओ सारंगा तेरी याद में………..
वो अमà¥à¤¬à¥à¤† का à¤à¥‚लना
वो पीपल की छाà¤à¤µ
वो अमà¥à¤¬à¥à¤† का à¤à¥‚लना
वो पीपल की छाà¤à¤µ
घूà¤à¤˜à¤Ÿ में जब चाà¤à¤¦ था
मेहंदी लगी थी पाà¤à¤µ
आज उजड़ के रह गया (2)
वो सपनो का गाà¤à¤µ
हो सारंगा तेरी याद में
नैन हà¥à¤ बेचैन
हो मधà¥à¤° तà¥à¤®à¥à¤¹à¤¾à¤°à¥‡
मिलन बिना
दिन कट-ते नहीं रैन
ओ सारंगा तेरी याद में………..
संग तà¥à¤®à¥à¤¹à¤¾à¤°à¥‡ दो घड़ी
बीत गठजो पल
संग तà¥à¤®à¥à¤¹à¤¾à¤°à¥‡ दो घड़ी
बीत गठजो पल
जल à¤à¤° के मेरे नैन में
आज हà¥à¤ ओà¤à¤²
सà¥à¤– ले के
दà¥à¤ƒà¤– दे गयी
सà¥à¤– ले के
दà¥à¤ƒà¤– दे गयी
दो अखियाठचंचल
हो सारंगा तेरी याद में
नैन हà¥à¤ बेचैन
हो मधà¥à¤° तà¥à¤®à¥à¤¹à¤¾à¤°à¥‡
मिलन बिना
दिन कट-ते नहीं रैन
ओ सारंगा तेरी याद में………..
New Hindi Songs | Latest Songs
Akhiyaan De Ko..
Film: Do Patti
Singham Again ..
Film: Singham Again
Pyaar Bhi Jhoo..
Film: The Miranda Brothers
View MoreSong : Saaranga Teri Yaad Mein
| Singer: | Mukesh |
| Star Cast: | Sudesh Kumar |
| Song Lyricist: | Bharat Vyas |
| Music Director/Composer: | Sardar Malik |
Other Song Of Saranga
1. Haan Deewana Hoon Main2. Saaranga Teri Yaad Mein