Lyrics in English



    Aji ruth kar ab kaha jaiyega
    Jaha jaiyega hame paiyega
    Aji ruth kar ab kaha jaiyega
    Jaha jaiyega hame paiyega
    Aji ruth kar ab

    Nigaho se chhupkar dikhao to jane
    Khayalo me bhi tum na aao to jane
    Aji lakh pardo mein chhup jaiyega
    Aji lakh pardo mein chhup jaiyega
    Nazar aiyega nazar aiyega
    Aji ruth kar ab kaha jaiyega
    Jaha jaiyega hame paiyega
    Aji ruth kar ab

    Jo dil me hai hoto pe lana bhi mushkil
    Magar usko dil mein chhupana bhi mushkil
    Nazar ki zuban se samajh jaiyega
    Nazar ki zuban se samajh jaiyega
    Samajh kar zara gaur farmaiyega
    Aji ruth kar ab kaha jaiyega
    Jaha jaiyega hame paiyega
    Aji ruth kar ab kaha jaiyega
    Jaha jaiyega hame paiyega
    Aji ruth kar ab

    Ye kaisa nasha hai ye kaisa asar hai
    Na kabu me dil hai na bus me nazar hai
    Jara hosh aane ke le jaiyega
    Jara hosh aane ke le jaiyega
    Thehar jaiyega thehar jaiyega
    Aji ruth kar ab kaha jaiyega
    Jaha jaiyega hame paiyega
    Aji ruth kar ab kaha jaiyega
    Jaha jaiyega hame paiyega
    Aji ruth kar ab

Lyrics in Hindi

New Hindi Songs | Latest Songs

Akhiyaan De Ko..

Film: Do Patti

Singham Again ..

Film: Singham Again

Pyaar Bhi Jhoo..

Film: The Miranda Brothers

View More