Lyrics in English
Socha hai ye ke tumhe rasta bhulaye
Sooni jagah pe koi chhede daraaye
Mm..
Socha hai ye ke tumhe rasta bhulaye
Sooni jagah pe koi chhede daraaye
Arre na na.. na re na na
Yeh na kehna
Arey nashe mein aana na
Hosh gawaana naa
Mujhko satana naa
Jaane do mujhe abhi
Keh du tumhe ya chup rahun
Dil mein mere aaj kya hai
Jo bolo toh jaanu
Guru tumko maanu
Chalo ye bhi waada hai..
Aankhon hi aankhon mein
Baatein hui kya bata
Baaton hi baaton mein
Ho gayi hoon lapata
Mm..
Aankhon hi aankhon mein
Baatein hui kya bata
Baaton hi baaton mein
Ho gayi hoon lapata
Haan re haan re..
Dil mein tere ab hai rehna
Arey kabhi na kabhi toh
Kahi na kahi pe hota nahi hai
Jo huaa hai abhi abhi..
Keh dun tumhe ya chup rahun
Dil mein mere aaj kya hai
Jo bolo toh jaanu
Guru tumko maanu
Chalo ye bhi waada hai..
Thodi thodi hai khumari dil mein kahin
Pehle toh aisa nasha hua hi nahi.. (2)
Arre na na.. na re na na
Yeh na kehna
Arey nashe mein aana na
Hosh gawaana naa
Mujhko satana naa
Jaane do mujhe abhi
Keh du tumhe ya chup rahoon
Dil mein mere aaj kya hai
Jo bolo toh jaanu
Guru tumko maanu
Chalo ye bhi waada hai
Lyrics in Hindi
New Hindi Songs | Latest Songs

Akhiyaan De Ko..
Film: Do Patti

Singham Again ..
Film: Singham Again

Pyaar Bhi Jhoo..
Film: The Miranda Brothers
View MoreSong : Socha hai (Love Version)
Singer: | Neeti Mohan Jubin Nautiyal |
Star Cast: | Emraan Hashmi Lara Dutta |
Song Lyricist: | Manoj Muntashir |
Music Director/Composer: | Abhijit Vaghani |
Other Song Of Baadshaho
1. Mere Rashke Qamar2. Hoshiyar rehna
3. Mere Rashke Qamar-Female
4. Socha hai (Love Version)
5. Piya more