Lyrics in English
Hey suno na, dil keh raha hai
Lalach badi khubsoorat bala hai
Hey, dekho na, kiski duwa hai
Aasman chule jo uska dura hai
Roz naya khwaab dete zindagi
Aaisi hasin sazza de eee…
Jannat jahan … Jannat yahan
Jannat jahan aaa… Jannat yahan
Hey, suno na, duniya ko kya hai
Hum ne jo chaha, hum ne woh kiya hai
Hey, dekho na, jadu yeh kya hai
Patthar ko chu ke mein ne sona kiya hai
Roz naya khwaab dete zindagi
Aaisi hasin sazza de eee…
Jannat jahan … Jannat yahan
Jannat jahan aaa… Jannat yahan
Paisa jeene ki duwa
Paisa marne ka sama
Paise ka jadoo ajab, haaan
Roz naya khwaab dete zindagi
Aaisi hasin sazza de eee…
Jannat jahan … Jannat yahan
Jannat jahan aaa… Jannat yahan
Jannat jahan aaa… Jannat yahan
Hey, suno na, aankho mein kya hai
Dil ne jo chaha dil ko sab mil gaya hai
yeh…
Lyrics in Hindi
New Hindi Songs | Latest Songs
Akhiyaan De Ko..
Film: Do Patti
Singham Again ..
Film: Singham Again
Pyaar Bhi Jhoo..
Film: The Miranda Brothers
View MoreSong : Jannat Jahan
| Singer: | Rupam Islam |
| Star Cast: | Emraan Hashmi Sonal Chauhan |
| Song Lyricist: | Neelesh Misra Sayeed Quadri |
| Music Director/Composer: | Pritam Chakraborty |
Other Song Of Jannat: In Search of Heaven
1. Lambi Judai-Jannat2. Judai
3. Zara Si Dil Me De Jagah Tu
4. Door Na Ja
5. Jannat Jahan
6. Haan Tu Hai
7. Zara Sa - Power Ballad
-8e51e.jpg)